soby |
Group: Members Joined: 23rd Sep, 2011 Topic: 1 Post: 1 Age:
28
|
|
Posted on:23rd Sep 2011, 5:56am |
|
|
My Friend Love With Seven Year Younger Boy: Help Her
hi my friend is 34 years old and she loves with 27 years old boy. both love each other. aagey baad mai maloom hoi.
ab dno depression main hain k shadi k baad physical ya bachon main koi problem tu nahi aye gi? woh mother ban jye gi?
agar lerki unmarried ho tu kis age tak mother ban sakti hai? plz help n guide
|
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 26 Post: 1462 Age:
23
|
|
Posted on:23rd Sep 2011, 6:06am |
|
|
No, gee Ye koi bari baat nahe hai. Agar wo os se bari hai to koi farq nahe parhta. Shadi bi karsakte hai. Or na hi marriage life pe asar parta hai or na hi children life pe. Wo dono dil khol ke shadi kar sakte hai. There is no problem. |
Gr8pal |
Group: Members Joined: 31st Jul, 2010 Topic: 6 Post: 112 Age:
28
|
|
Posted on:23rd Sep 2011, 11:19pm |
|
|
Is me kia bt he? Ary Hmare beloved prophet Hazrat Muhammad(s.A.A.W)bhi to chhote the hazrat Khadija se.Is me kia hua?Un k btn se bhi unko aulad hui thi. |
asusual |
Group: Members Joined: 28th Mar, 2008 Topic: 2 Post: 27 Age:
25
|
|
Posted on:23rd Sep 2011, 4:23pm |
|
|
love
2 year pehle main ne b kuch aesa hai sawal poocha tha..us wqt membrs ne kuch aesa ans diya tha....here is the link...
--
|
asusual |
Group: Members Joined: 28th Mar, 2008 Topic: 2 Post: 27 Age:
25
|
|
Posted on:23rd Sep 2011, 4:24pm |
|
|
.. --
|
majorAli |
Group: Members Joined: 07th Sep, 2011 Topic: 0 Post: 10 Age:
|
|
Posted on:23rd Sep 2011, 4:41pm |
|
|
asusual i search ur name and this is what i find..is this the url:
-- |
majorAli |
Group: Members Joined: 07th Sep, 2011 Topic: 0 Post: 10 Age:
|
|
Posted on:23rd Sep 2011, 4:42pm |
|
|
http://www.forum.noorclinic.com/0
/online_love_across_borders_problem_6494.htm
asusual
|
hasna |
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 39 Post: 1690 Age:
24
|
|
Posted on:23rd Sep 2011, 9:39pm |
|
|
asusaul mene apka perivoius topic perha aur mjy yeh daikh k hairani hui k waha kistrah k reply diye gye he..........sooth k reply ghutiya thy.
haal hi me sania aur shoaib ki shaid hui hai aur us topic me nabi pak s a w w se muqabla keh kr apko roka gya hai.laikin sania aur shoaib se to muqabla kia jasakta haina.............aur age difference koi maini nahi rkhta hai husband wife me pyar hona chahye aur aik dosre ko sumjhna maini rkhta aur kuch nahi. |
WEHSHI |
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 13 Post: 1528 Age:
46
|
|
Posted on:24th Sep 2011, 10:41am |
|
|
soby asal bat yeh hai k humari socity main aisi bat bohat herat se dekhi jati hai k lerki beri ho aur lerka chota
jahan tak bat hai Nabi SAW ki to Aap SAW ki life humaray liyay behtreen namoona hai
aap SAW ne 11 shadiyan fermaain aur her shadi main alag kefiyat thi sirif is liyay takay humain limits mil jain kiun k ager sirif hadees ki bat hoti ti hum sochtay k konsa practical huwa ager hota to pata chalta isi liyay Nabi SAW ne apni life main sab ker k aik misal qaim ki k yeh sab jaiz aur halaal hai
takay baad main hum koi masla na khera ker sakain
lekin humara muashera kuch aisi rasoom main qaid hai jis k tehat aiasa kuch acceptable nhn
ager ap ki frend aur woh lerka mohabat kertay hain to shadi ker saktay hain lekin ager sirif dosty hi rakhni hai to phir yeh hi kya aisa koi bhi rishta jaiz nhn
aik aurat ki age maan bannay ki koi fixed nhn yeh us lerki ki family history aur us ki health per depend hai |
shehzadksa |
Group: Members Joined: 04th Oct, 2011 Topic: 2 Post: 8 Age:
30
|
|
Posted on:16th Oct 2011, 3:37am |
|
|
Love is Blind Dear is shadi main koi b prob nahi hai logo ki adat hai batain karnay ki app bad dil ki baat sunoo agar app ko theak lagta hai to app shadi karo, koi b prob nahi banay ga InshahAllah. yeh sub logo ki fazool batain hai k bachoon ka masla hai yeh woh etc..Loog kisi haal main b khush nahi, Is duniya main jo loog chooti umar wali larki say shadi kartay hai but un k b bachay nahi hotay phir un ka kya masla hota hai yeh bas logo ki fazool banaye hoie batain hain in pe dehan nahi dena chahye Bachay dena na dena Allah k Ikhtiyaar main hai in logo k Iktiyar main nahi is shadi main koi b prob nahi hoo ga i hope so.
|
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 45 Post: 2985 Age:
34
|
|
Posted on:18th Oct 2011, 12:01am |
|
|
my reply not related to topic
even issy reply b nahi kaha jasakta yeh to aik query hay ...aur query yeh hay k "tahira332" aap 3 din pehly tak "tahira331" theen yeh yaka yak azafa-e-yak kaisy ho geya :)..?
|
|