Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3428 Age:
38
|
|
Posted on:23rd Jun 2011, 4:45pm |
|
|
ch babar brother mujhy aap ki baat buri q lagni hay , aap ko b haqq hay k aap apna nuqta nazar biyaan karain jis trah main ny ya deegar ahbaab ny kiya hay , rahi baat iss moqa par baat karny ki to main aap ki maloomat main azafa kardon k s4u koi bemaar wemaar nahi hay yeh sab dhong rachaya geya hay , last days main yahan jis trah sy yeh muhterma forum par apna kardaar ada kar k gayee hain uss k baad ya to forum par aana nahi chahiye ya phir yahi aik rasta bachta hay k kaha jaye k muhterma buhat bemaar hay ta k members ki hamdardiyaan hasil ki jaien
jab mujhy iss khabar ka pata chala k muhterma bemaar hain to main ny unn sy personal contact kiya , jawaab main muhterma ny kaha k aap apni hamdardiyaan apny paas rakhain mujy na to aap ki hamdardi ki zarorat hay aur na hi aap ki dua ki uss k baad mera jawab kia hona chahiye tha ..ch babar aap behtar janty hain main ny to phir b baat ko barra mubham sa kiya hay itna washgaaf nahi kiya ya koi bad'tameezi nahi ki hay ... abi aap ny itny piyaar sy waja poochi to main ny bata di hay warna shaid main na batata ....anyways thanks for your precious look on my post .... |
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
32
|
|
Posted on:23rd Jun 2011, 5:00pm |
|
|
Inflammation of heart
Aik tau zindagi main tensions itni ho gai hain ke bemaariyun ke b naye naye naam sun'ne ko mil rahe hn. Bachpan main jab itne sensible nahi thay tau hamari aik door paar ki azeeza bht bemar ho kr mot ke dhaane tk pohanchne wali ho gai tau main ne apni Dadi Amman se poocha ke usay konsi bemari hae. Meri Daadi bolein ke Puttar tum itni dilchaspi na lo q ke usay koi zanana bemari hae. Daadi Amman ki baat sunn kr mujh pr inkishaf hua ke insanoon ki tarah bemaariyun ki b jins hua krti hae. Jab s4u ki iflamation ka suna tau mjhe iss bemari main b thora zanana pan nazar aaya tha mgr baud main pta chala yeh heart muscles se related disease hae jis main heart blood ko theek tarah se pump nahi krta. Shayed white bood cells b bharr jaate hn body main. Yeh bemari main pehli dafa sunn raha hun iss liye liye iss ke negative effects ka mjhe nahi pta. Koi doctor hi iss ke mutallaq sahi guide kr skta hae. Meri Allah se dua hae ke wo S4u ko Sehat yabi ata farmaye (Ameen). Wese b bed rest se s4u jesi nikammi aur kaam chor bndi mazeed nikammi ho jayegi..lolzz |
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
32
|
|
Posted on:23rd Jun 2011, 5:00pm |
|
|
re:
Iss temaar daari ke thread main 2-3 posts parrh kr mera khoon b josh maar raha tha mgr mere kuch likhne se pehle hi Ch. Sahib form main aa gye hain aur main Ch. Sahib ki end wali lines nahi balkeh sari ki sari post se agree krta hun. S4u ko taanay de kr Maryam ki greatness ko prove krne ke liye aur b bht saray threads mojood hain, behtar hae ke yahan sirf topic pr baat ki jaye. Wese b agr ksi ko off the forum koi maslay hain tau unhen usi medium ke through hall karein. Yahan pr tamashay lagaane ki kya zarurat hae. Yeh b negativity ki intehaa hae ke kchh log yahan S4u v/s Maryam wala mahol q qayem rakhna chah rahe hain. Agr Maryam S4u ka haal ahwal poochne aai hae tau no doubt yeh bht hi appreciable hae. Isay zarur appreciate karein lkn garray murday ukhar kr aur S4u ko taanay de kr dobara larrai ka mahol bnana hamaqat ki intehaa hae.Main yeh waazeh kr doon ke mujhe yeh sab yahan likhna munasib nahi lag raha mgr kabhi kabhar loguuun ko ehsaaas dilana zaruri ho jata hae. |
Un1eashed
|
Group: Members Joined: 22nd Jun, 2011 Topic: 0 Post: 33 Age:
34
|
|
Posted on:23rd Jun 2011, 5:02pm |
|
|
but why bro?
kamal hai, ajeeb baat hai loag sites ko bhi itna serious lene lag jatae hain ke dhong karai,is se hasil kia hoga inhain?if s4u ko sharmindgi hai apni bato pe to usko chahiyai sory kare takey uska gunah khatam ho,bcoz its a fact ke uska zameer usay tang kr raha hoga surely.nd no doubt usne galat kia aur uspe dati rahi thi. nd who is malla?if diplomat is correct then malla is purely lying,i feel diplomate is not lying.Malla tell us why r u doing this?now your presence is critical here.clear yor position. |
Un1eashed
|
Group: Members Joined: 22nd Jun, 2011 Topic: 0 Post: 33 Age:
34
|
|
Posted on:23rd Jun 2011, 6:06pm |
|
|
Now c babar and bhimji saying similar
i thnk these are not my ids :)),anyways i already explained these things so many times,nd i agree to u both. |
love bird
|
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1177 Age:
39
|
|
Posted on:23rd Jun 2011, 6:09pm |
|
|
S4U Allah app ko sehat e kamila atta karay ..Aameen |
WEHSHI
|
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 46 Post: 2536 Age:
50
|
|
Posted on:23rd Jun 2011, 11:47pm |
|
|
s4u Allah s4u ko sehat e kamila aajla ataa fermaain
aameen |
WEHSHI
|
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 46 Post: 2536 Age:
50
|
|
Posted on:23rd Jun 2011, 11:54pm |
|
|
MALA humari dua hai k Allah s4u ko sehat e kamial aajla ataa fermaai
aameen |
H/dr_Qasim
|
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 185 Post: 6552 Age:
37
|
|
Posted on:24th Jun 2011, 5:57am |
|
|
Bhimji
Du Turaah kay problems ho sukty hen, Mujy nahi puta kay doctor nay onko kon sa heart problem btayaa hay ek hota hay Pericarditis jis meah Heart jis jheli, layer kay under hota hay os meah inflamation ho jati hay, pericardial sac jis kay under Heard hota hay yaa koch wujohat pur infection ho jati hay , koch wujohaat known ho sukti hen or unknown bhe ho sukti hen, infection bhe du turaha ki ho sukti hay bactarial bhe ho sukti hay viral bhe ho sukti hay,
Essi turaa Heart meah or turaa kay problems infections bhe ho jati hen jin meah Endocarditis bhe ata hay jis meah Heart ki inside lining Endocardium meah problem ho jata hay , Endocarditis inner liniing ki inflamatioin ko kehty hen.jis meah Heart volve motasir ho sukty hen, Abi mujy nahi puta onko kon se inflamation hay, lakin agur meah onki case History medical history or onki forum pur mojood posts ko read kuro tu putaa chultaa hay onko yeh problem kafi Phally say hay, Shortness of breath ka woh phaly be apni posts meah btaa choki hen, weight loss bhe hay ,chest pain,yeh problems wo aksur posts kurti rehti hay, chemicals or Detergents long time enko careless tureeqy say use kurny say Lungs or Heart problems ho sukty hen,Mask na pehna jay, gloves na pehny jain tu pher lungs meah, Blood meah or pher Heart meah problem padaa kurty hen or bactarial or Viral infection ka bahess bunty hen,yeh abi jub s4u khod online honghi tu sahi infromation ka puta chuly gah onko kon see heart inflamation or infection hoi,
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3428 Age:
38
|
|
Posted on:24th Jun 2011, 9:31am |
|
|
hum aah b bharty hain to ho jaaty hain badnaam ..wo qatal b kar dain to charcha nahi hota ...!!! bhimji mery bhai tumhary khoon ko aksar-o-baishter waheen josh q any lagta hay jahan kaheen s4u ka zikar chal raha ho ?
aap kisi ki aik do line sy agree karain ya saari ki saari post sy mujhy iss bat sy kuch farq nahi parrny wala , yeh hum sab ki mu'ashrati fitrat hay k jis k sath b hamdardi hoti hay uss k daffa main hum sab apni apni tawanaiyaan sarf karty hain , jis ko jis sy hamdardi hoti hay wo uss k khilaaf sach sun'na b guwara nahi karta
bhimji meri post sy to aysi koi hamaqat nazar nahi arahi k jisy maryam vs s4u masly ko hawa dainy ka nae diya jasaky , laiken bhimji sahib mujhy aap ki yeh baat barri bachkaana aur ahamkaana lagi hay k aap ny meri post sy aysa matlab ahaz kar liya hay
bhimji aap ki post ki akhri line jisy aap ny italic kar k likha hay uss k jawab main aap meri iss post ka title aik baar ghor sy parr lain ... |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 131 Post: 7878 Age:
56
|
|
Posted on:24th Jun 2011, 2:01pm |
|
|
nikkay praa g hon tay tussi tussu aah v nah karo, tay changa ay... just dua karo s4u laii...Allah s4u ko sehatay kaamlah aajlah ataa karay. aameen summah aameen... jab woh sehat yaab hokar yahaaN aa jaa.ay tab shikwah shikayat kar lena... iss waqt nahi |
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
32
|
|
Posted on:25th Jun 2011, 2:11am |
|
|
Dip... This thread is started by malla just for prayer: Moderator |
|
For More Detail Click On Page No: 1 2 >> |
|