gulnaar sab se pehlay to yeh clearho k jadu hai kya?
jadoo ya aaib jinaat hi ki madad se kiya jt ahai ya hota hai
jadoo kala hi hai koi gora jaduu nhn hota
yeh aj kal dhakosla hai k noori ilam aur kala ilam
noori ilam bs Quraan hai us main koi jaoo nhn yani ayat ko ulta ya ulti teraf se likh kr koi naik kam nhn kiy aja sakta
ab aik khas baat
jadu hamesha insaan k zehan ya health per asar kerta hai
aik kahawat hai k
asaib ya jadoo marta nhn halkan kerta hai
insan khud apni kamzori se mer jata hai
zehan per asrat k liyay taweez banaai jatay hain dabaijatay hain ya jalaai jatay hain
lakin sehat k liyay kilaai bhi jatay hain
jo raweez ya putlay ya likhaai ki hui cheezain dbaai jain gi un k ilaaj 100% mumkin hai lakin jo cheez khila di jai gi uska 100% ilaj mumkin nhn us k asraat rahain gay
(phir logon ko etraz ho ga k main her baat min Nabi SAW ko le aata hun lakin meri majboori hai k main Aap SAW ki zaat k ziker k bina khud ko mukamal hi nhn samjhta)
kehtay hain k Aap SAW aakhir waqt tak us jadoo ka aser mehssos kertay thay apnay ander jo un per kisi ne khanay main ker k diya tha mujhay is ki tafseel nhn malom itni lakin aik jagah perha hai
sehat per is k asraat usi terah hotay ahin jis terah k liyay jadu kiya gaya ho
yani mensus ki bandish se le ker bachon ki bandish
is k ilawa sab se ziyadah pait ki bimariyon k asraat hotay hain
aasaab ka kamzoor hojana ya mehsoos hona
quwat e faisla ki kami
khud se apnay saya se derna lgon per rust na kerna ya na rehna
dawaai ka aser na hona
koi yeh bhi keh sakta hai k shifaa to Allah ki teraf se hai
lakin jab dawa ap k jisam main jai gi hi nhn to ser kesay ho ga
sab se ziyadah jadu ka aser yeh ota hai k insaan deen se door ho jata hai amli tor per kiun k jadu kernay wlay ko aur un shayateen ko ap k amal se takleef hoti hai na k ap k imaan se
ab ager kkuch reh gaya ho to ap pooch lo |