Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

  Erection By Nitric Oxide
Stronger Erections - Get Harder Erections by Increasing Nitric Oxide
Enlarged Prostate
Treating an Enlarged Prostate
Exercise For Man Boobs
Best Exercise to Get Rid of Man Boobs
Male Libido
Male Libido Enhancers - How To Enhance Low Male Libido
 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

Soviet War In Afghanistan

Politics
 
 
 
eagle fly Group: Members  Joined: 18th Aug, 2010  Topic: 61  Post: 1962  Age:   
Posted on:13th Oct 2010, 9:40am
 

Soviet War In Afghanistan

  • Russia (Former Soviet Union) ny Afghanistan par hamlaa kyun kiaa thaa? Russia Afghanistan par qabzaa kyun karnaa chahtaa thaa?
  • Afghanistan main Soviet Union ki shikast ki kia wajoohaat thein?
  • kya Pakistan ka Afghanistan ki jang main hissa lainay ka faislaa durust thaa?
  • kya Pakistan ka Soviet Union k khilaaf jang main hissa laianay ko jihaad ka name dainaa durust hy?
  • woh log jo us waqt Soviet Union k khilaaf laR rahay thaay us waqt unhain mujahideen kyun kahaa gayaa? aur ab unhain dehshatgard kyun kahaa jaa rahaa hy?

 

info1234 Group: Members  Joined: 27th Nov, 2009  Topic: 13  Post: 529  Age:  28  
Posted on:14th Oct 2010, 3:11am
 

Soviet War In Afghanistan

first world war se pehlay america se capitalist system intoduce karwaya gya tha jiska icon dollar tha.... us sy pehlay paper currency ka riwaj nahi tha.. dollar se pehli martaba paper currency baqaida tor par shuru hui thi jo asal ma "specific amount of gold to be paid for each dollar"

america nay isi base par europe se tijarat ki aur bahut ziada dollar europe ko gold alternative k tor par dia gya...........first world war k bad europe nay america ko sab dollar wapas bhijwa kar "real gold" pay karnay ki demand ki thi tab american govt ko ahsas hua tha k hmaray pas itna gold mojud nahi hia jitna dollar ham nay bahir bhej dia hai.... waheen se second world war ki taraf qadam barhna shuru ho gaey thay........ is arsay ma soviet union, nay dollar ko tabah hotay dekh kar communist system ijad kia, aur yeh system phelna shuru ho gya..

dollar ki stability k liay akhir kaar second world war hui, second world war k bad dollar jeet tau gya tha magar itna kamzor ho chuka tha k ussay apni currency ko "fiat" karna para

is tamam arsay ma soviet union ka communist system din dugni raat chugni tarakki karnay laga jis ki wja se capitalist system ka mukammal khatma nazar aa rha tha, aur akhir kaar america ki economy collapse karnay wali thi aur europe ki ghulam bannay wali thi..

isiliay capitalist aur communist system ma cold war shadeed ho gai thi.....

us wakt america nay aik anokhi tactic use ki thi aur afghanistan aur us k ird gird k pathanon ko pehlay "gherat dilae" k tashqand aur tajikistan k tumharay apnay pathan bhai "kafiron ki communist system" ki nazar ho gaey hain, isliay soviat union k kafiron k khilaf jihad karo......

us wakt america nay khoob khoob "musalmanon" ko jihad ki yaad dehani karwai aur jab afghani aur ird gird k pathan larnay par razi ho gaey tau unhay har tarhan se madad di, dolat , aslaha, technology....

aur akhir kaar un pathanon ki bahaduri k agay russia k tukray hi huway...

ab is sab ko jihad kehna chhaiey ya nahi, un logon ki had tak, jo apni sadgi ma issay jihad samajh kar lartay rahay, unka ilm Allah hi behtar janay,..... par is jihad se musalmanon ko ijtemai tor par koi faida nahi hua aur na hi hona tha, yeh sirf aik kafir qom ki madad ki khatir uskay dushman se jang thi......

jab russia ka bera gharaq ho chuka tau america in afghanion ki bahaduri k agay maroob tha, ussay saaf nazar aa rha tha k agar inhi pathanon ki "gherat" america k khilaf uth gai tau hamara bhi yehi hashar ho ga, lehaza 1996 k bad america nay "siasi" tor par afghanion ko badnaam karna shuru kar dia, yahan tak k ahista ahista 2001 tak afghanistan "terrorist" nation mashhoor ho gai.....
tahira333 Group: Members  Joined: 25th Oct, 2011  Topic: 2  Post: 53  Age:  29  
Posted on:30th Oct 2011, 12:35am
 

is post ko search karnay ka maksad

yeh tha k ham thanday dil say ghor karain k k dr najeebullah kee party yanee k PDPA jab iktidar main aae 1978 ko to unhain land reforms par masla hua . kuch logon nay land reforms ko ghair sharee kara dia . 1979 main PDPA kee govt ko rebelion ka bra samna hua to unhon nay soviet union say madad mangi
or aik jagah yeh sooratay haal likhi gaee hya
It was also during his Administration that the peak of the fighting came in 1985-86. The Soviet forces launched their largest and most effective assaults on the --
1
 
 
 
Erectile Dysfuncion
ED causes
Male Menopause
Male Menopause – Myth About Male Menopause
Health Advice From China
Male Sexual Health Advice From China
Food For Male Libido
Male Libido - Foods to Increase Male Libido Naturally

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.

© Copyright 2003-2017 www.forum.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us