Sari Koshishain Nakam hoti hain... SALLAM ,
Main jitna samajta hon to masturbation ko rokna 1 had tak na mumkin bi hota hai.Q kai yai insaan ki zaroorat hai.Khass kal kai nojawan larkon ki.Main kisi aur ki misal nahin donga. Main apni misaal daita hon.
Mainai bohat kosishain ki hain halankai main namazain bi parta hon.Qur'an ki tilawat bi karta hon. Magar kuch din kai liyai rok pata hon.Is had tak main main nai apnai saat bohat si qasmain aur wadain bi rakai tai.Lakin iskai bawajood bi main us halat pai ajata hon.
Abb mujai yai nahin pata kai mairai saat hi sirf aisa hai kai sab kai sat aisa hi hota hai.Lakin maira maswara yai hai kai roknai kai bajaye masturbation ki had ko shadi tak kam kiya jaye.Yani kai din main 1 martaba ya 2 din main 1 martaba.
Umeed hai mairi baat sab ko samaj main agaye hogi.
NOTE:-Sorry For Any Misunderstanding.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |