Bathing In Islam - Ghusl Together By Husband Wife Is Allowed In Islam
"I think ager husband ya wife aik dosre ko naked dekh le to wazu ya gusal tot jata hai..." aisee koi baat nahi hai bhai... nah wuzoo TooT.ta hai nah ghusal.... balkay agar both libaas pahnay pahnay aik doosray say lipaT bhi jayaiN to ghusul nahi TooT.ta... ghusal sirf penetration say break hota hai. aik hadees maiN aataa hai k aap saw aur ummul momeneen hazrat ayesha RA aik hi balty/ dongay say ghusal (bathing together) kar lia kartya thay.... tab aaj ki tarah k separated aur closed bath rooms bhi nahi howaa kartay thay..... aj to bathroom main bahoot privacy /sahooltaiN haiN lehaza dounoun har tarah say saath nahaa bhi saktay haiN aur sex say enjoy bhi.......... but it is under stood k jab aik doosray say faraaghat paa lain to proper tareeqay say Gusal (bathing not together) bhi kar lain yaani 1) naak maiN ander tak paani lay janaa 2) ghararay karnaa 3) aur saray badan par paani bahanaa....... iss Ghusal k baad bhi kissing wissing say ghusal kharaab nahi hotaa... zara zeb say sabaq seekhaiN... woh ketnay aqalmand hain. haaaaa haaaaaa
|