Duas and possitive approach Salam Sooth Jee,
OK we must respect each other but i do not know how much time you will respect me because if i change our attitude you will not respect me and you will change your attitude you.So i have to very careful in front of you.
You are in mature age and if you are honest yourself and you are doing honesty with other person then of course you will face hoenst.If your pronoun or in or out are also honest with other person then you will not face double game person.I hope you listen these words :As you sow so you will reap.
Of course possitive attitude can change life ,act and behavouir .Possitive approach is best thing to spend the life.
Of course a Man IMMAN must be strong.If his IMMAN is strong then of course will spread his hand towards ALLAH.If his IMMAN is weak then he is fail in his life.I hope you will post a new topic how to strong the IMMAN.I will try to share the comments on this topic also.
Of course we must all do service of parents because MA KA QADMOO TALAY JANNAT HA aur BAP KAY DADOMMO TALAY AFFIYAT HA.
You must weap because this emotional thing and through weaping your all emotions will come outside and you will be happy after seeing your father.And you do full care 3 months of your father.
This is common thing with you .You are alone daughter of your parents and i am alone sone of my parents.You can share your negotiation of your mind and heart in this forum.And all honourable members will provide you best reply according to your Post.
Thanks and waiting for your comments
And you pls do some DUAS for me and i take these DUAS from your post:
“Ae Allah mein teri nahmat k chulay janay se,teri di hui ahfiyat k hut janay se aur teri achanak paker se aur teri her tara ki narazgi se pana chahta hon”
· “Ae Allah!ajazi,kahili,buzdili,kanjusi,ranj-o-gham aur hazaab-e-qaber se teri pana chahta hon,Ae Allah meray nafs ko taqwa ata ferma aur esay pak saaf kr day tu hi es ko pak saaf krnay wala aur tu hi es ka malik aur Aaka hy,ae Allah mein teri pana chahta hon uss ilum se jo nafa na day aur uss dil se jis me khush-o-khozoo na ho aur herees nafas se jo kabhi bhi sair(satisfy) na ho aur uss dua se jo qabool na ho”.
· “Ae Allah !aag k fitnay se,aag k azaab se aur maldari aur faqiri k shur se teri pana chahta hon”.
· “Ae Allah mein buray ikhlaq aur aamal se aur buri nafsani khawahishaat se teri pana chahta hon”
· “Ae Allah mein aapus k jhagray,fasaad,nafaaq,aur buray ikhlaq se teri pana chahta hon”
· Ae dilon ko palatnay walay meray dil ko deen per jamaye rukh”
· Ae Allah mein tujh se hidayaat,taqwa,pakdamni, aur dil ka Ghina manghta hon”
· “Ae islam k wali aur islam walon k madadgar!mujhey apni mulaqat k waqat tak yahni maot tak islam ki rah per jamaye rukh”
· Ae Allah mein tujh se pakiza cheezain apnanay aur munkayraat ko chohrnay ki himmat manghta hon aur maskino ki mohabat manghta hon aur ye bhi manghta hon k tu meri toba qabool ferma aur ye bhi k ager tu kisi waqat apnay bundon ko ahzmaish me dalna chahay tu mujhey es ahzmahish me dalay baghar apnay pass bula lay”
· “Ae Allah mein aajiz ho janay se,kahili se,buzdili se,zayada boorha ho janay se aur hazaab-e-qaber se teri pana chahta hon aur zindagi aur mout k fitnay se aur aik riwayat me hy k qarz k bojh se aur logon k ghalbay se aur dabao se teri pana chahta hon”
· “Ae Allah me tujh se her qisum ki khair jald anay wali bhi,dahr se anay wali bhi,jo mein janta hon wo bhi aur jo mein nahi janta wo bhi manghta hon aur her qisum k shur se teri pana chahta hon chahay wo shur jald anay wala ho,dahr se anay wala ho,mein usaey janta hon yah na janta hon aur mein tujh se jannat aur her uss qaul-o-fehl ki tofiq manghta hon jo jannat k qareeb kray aur her uss qaul-o-fehl se teri pana manghta hon jo dozukh k qareeb kray aur mein tujh se her wo cheez manghta hon jo tujh se teray bunday aur rasool Hazrat Muhammad(saw) ny manghi aur her uss cheez se pana manghta hon jis se teray bunday aur rasool Hazrat Muhammad(saw) ny pana manghi aur mein tujh se her uss baat ka sawaal krta hon k jis ammer ka tu meray liay faisla kray uss ka unjaam maray leeay acha ker day”
· “Ae Allah maney ab tak jo kiya uss k shur se bhi apni pana me rukh aur jo maney nahi kiya uss k shur se bhi apni pana me rukh”
· “Ae Allah mein teri nahmat k chulay janay se,teri di hui ahfiyat k hut janay se,aur teri achanak paker se aur teri her tara ki naraazgi se pana chahta hon”
· Ae Allah buray din se,buri raat se,buri ghari(moment)se,buray sathi se aur buray perrosi(neighbour) se teri pana chahta hon”
|