Anal SEx as a muslim agar aap aik dafa bhi quran ka translation parh lain tu yeh baat aap ko poochnay ki zaroorat na paray. yeh aik aisee baat hai jis kai baray main quran main CLEARLY bayan farma dia gaya hai kai yeh aik haram kaam hai aur haram kam ka gunah aap ko andaza hi ho ga.
Qaum-e-loot larkion ki bajaye larkon sai sex kartee thee, aur zahir hai larkon main anal sex hi ho ga. so actually woh log GAY thay jis ki wajah sai azaba aya, jab kai yeh anal sex aurtoon kai saath bhi haram hai. na sirf gunah milay ga balkay insan ki disease ka shikar bhi ho sakta hai , aur personality bhi khatam ho jatee hai, bivi ki nazron main bhi izzat nahin rehtee. thanks. |