Weak Health: Is It Due To Precum Drops?
A.O.A dr.sab mera problam kafi purana hay aik tu mujhay har waqat hajat rehti matlab lust bahut ziada hay, jab bhi koi tasweer ya larki say bat karta hon penis akar jata hay or us kay bad lais dar magar pani ki tarah kay qatray ana start ho jatay hein jisamat mein bahut weak hoon, gal pitchkay, ankhon kay gird siah halkay,aur ankhain andar ko dhans gayee saray log mazaq kartya hein kafi hakeemoo say aur uralogist say bhi ilaj karwaya lakin koi faida nahin hua kia meri weakness ki waja yeh disease hay ya koi aur waja hay plz guide me kashif saeed
|