SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:13th Jul 2008, 5:20am |
|
|
Namaz: Pahrnay Ka Faida Aur Na Pahrnay Kay Nuqsanaat
Assala moalikom Tamam tarefa os zaat ka leya jisna ham sab ko payda keya aur jis ka qabza ma ham sab ke jan hai.
Mara zahan ma koch AHADES hai jo ap tak pohchana chata hoo Kafe din sa koshesh kar raha hoo lekhna ke par waqt ke qellat ke wajah sa koshesh nakam ho rahe the aj Allah na waqt deya to lekh raha hoo jo Namaz ka bara ma hai koch Hadesa Namaz ko tark karna sa keya noqsan hota hai os ka bara ma hai aur koch Hadesa Namaz parhna sa jo faida hota hai os ka bara ma hai.
1- NAMAZ DEEN KA SOTON HAI. 2- NAMAZ BORAEYO SA BACHA TE HAI. 3- HOZOOR KA IRSHAD HAI AGAR TUMHARA GHAR KA SAMNA NAHAR HO AUR WOH HAR DIN 5 WAQT GUSUL KARTA HAI TO OS KA JISAM PAR KOCH MAIL KOCHAIL RAHAGE NAHE NA TO OSETARAH YAHE HAAL 5 WAQT KE NAMAZO KA HAI ALLAH IN NAMAZO KA ZAREYA GONAHO KO META DATA HAI. 4- HZRAT ABUZAR RZ FARMATA HAI AKE DAFA SARDE KA MOSAM MA AP SALALLAHO ALIHEWASALAM BAHAR NEKLA DARAKHTO SA PATTA GHAR RAHA THA APNA HAAT MA DARAKHT KE TAHNE LE TO PATTA AUR BHE GHAR RAHA THA TO AP NA FARMAYA AY ABUZAR RZ JAB BANDA AKHLAS SA NAMAZ PARHTA HAI TO OS KA GONAH BHE AYSA HE GERTA HAI JAYSA YA PATTA DARAKH SA GER RAHA HAI.
HOZOOR SALALLAHO ALIHEWASALAM na irshad farmaya jo koe Namaz ko haqer jana ga osa Allah sa pandrah 15 sazae melange 6 sazae zendage ma 3 marta waqt 3 qabar ma aur 3 roza hesab ma.
ZENDAGE KE 6 SAZAE- 1- Allah is ke zendage sa rahmata otha laga. 2- Allah is ke dowae qobol nahe karaga. 3- Allah is ka chara sa acha logoo ke alamat meta daga. 4- Zamen par mojood tamam maqloqat is sa nafrat karange. 5- Allah isa iska acha kamo ka sela nahe daga. 6- Woh acha logoo ke dowao ma shamel nahe hoga.
MARTA WAQT KE 3 SAZAE- 1- Woh zalell hokar marta hai. 2- Woh bhoka marta hai. 3- Woh peyasa marta hai (agar woh tamam samandar ka pane he keyo na peela woh peyasa he rahaga)
QABAR MA 3 SAZAE- 1- Allah is ke qabar itne tang kardaga jab tak is ke phasleya aek dosra par na char jaee. 2- Allah isa dahakte aag ma daldaga. 3- Allah is par sanp bheta daga jo isa Namaz Fajar chorna par subha sa lakar Zohar tak dansa ga aur Zuhar chorna par Asar tak dansa ga har zarb ka saat 70 gaz zameen ka andar dansaega.
ROZA HESAB KE 3 SAZAE- 1- Allah osa moo ka bal jahanom ma baeg daga. 2- Allah osa gussa sa dakha ga jis sa oska chara ka maas ger jaega. 3- Allah iska sakht hesab laga aur osa jahanom ma phank na ka hokom daga.
Namaz na parhna sa apne zendage sa keya chala jata hai 1- Fajar ke Namaz tark karna sa chara ka noor khatam hojata hai. 2- Zohat ke Namaz tark karna sa Amadane sa barkat khatam hojate hai. 3- Asar ke Namaz tark karna sa jisam ke mazbote otha le jate hai. 4- Magreb ke Namaz tark karna sa onha apna bacho sa koe faida nahe phonca ga. 5- Isha ke Namaz tark karna sa neend ka sokon khatam hojata hai.
Allah ham sab ko 5 waqt ke Namaz bajamat aur pabande sa parhna ke tofeeq da AMEEN SUMMA AMEEN.
|
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4717 Age:
30
|
|
Posted on:13th Jul 2008, 9:45am |
|
|
Ameen Ameen.. |
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:13th Jul 2008, 10:54am |
|
|
Good Thread Ameen... sum-ameen .
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:14th Jul 2008, 1:55am |
|
|
sofi AAMEENNNNNN |
z4u |
Group: Members Joined: 23rd Mar, 2008 Topic: 13 Post: 201 Age:
33
|
|
Posted on:14th Jul 2008, 2:12am |
|
|
masha allah masha allah....... |
z4u |
Group: Members Joined: 23rd Mar, 2008 Topic: 13 Post: 201 Age:
33
|
|
Posted on:14th Jul 2008, 2:14am |
|
|
bahot acche <b><i>thanks sofi tumne bahot acchi baat yaad dilayee</i></b> |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:14th Jul 2008, 3:28am |
|
|
Sofi bhai ALLAH hum sab ko hidayat de(Amin) aor aap ko jazaie khair atta kare
|
Annie |
Group: Members Joined: 19th May, 2008 Topic: 0 Post: 233 Age:
27
|
|
Posted on:14th Jul 2008, 6:53am |
|
|
Aameen Aameen sumameen |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 1:55am |
|
|
HADIS
HOZOR KA ZAMANA MA JAB AURTA BHE NAMAZ MASJED MA PARTE THE AUR JAB PARDA KARNA KA HOKOM AGAYA TO ALLAH KA RASOL NA FARMAYA KA TOM APNA GHARO MA NAMAZ PARHA KARO TO ONHONA FARMAYA KA HAM TO MASJED KA SAWAB SA MAHROOM HAI TO ALLAH KA RASOOL NA FARMA YA KA MASJED KA SAWAB MELAGA WOH KAYSA TO FARMAYA KA AGAR TOM APNA GAHAR KA SAHAN MA NAMAZ PARTA HO TO SAWAB KAM MELAGA JAYSA MARDO KO PAHLE SAF MA ZEYADA AUR DOSRE SAF MA KAM AUR EMAM KA QAREEB ZEYADA HAI TO OSE TARAH AGR SAHAN MA PARHANGE TO KAM AUR GHAR KA SAMNA WALA KAMRA MA PARANGA TO ZARA BARKAR AUR BAND KAMRA MA NAMAZ PARANGA TO BOHAT ZEYADA SAWAB MELAGA |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 2:21am |
|
|
Sofi bhai aap ne bohat achi hadith share ki jab main bhi sehroze pe jati thi to mujhe tab is baat ka ilm hua tha。
Sofi bhai aap plz eik thread main aakar reply karen jo( oral sex is it danger for heakth )hae。kyun k maine ahadees ki kitabon main yehi parha hae k ye bohat ghalat kaam hae aap plz wahan hadith ki roshni main reply karen |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 2:26am |
|
|
maryam aunty waysa to mai serf Islam ma motaleq jo sawalat hota hai onhe ma jawab data hoo khet chek karta hoo hai keya sawal. |
saim1 |
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 44 Post: 2175 Age:
35
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 2:37am |
|
|
SOFI BHAI jahan tak mujhey pata hey to orat bhi masjid ja kar namaz parh sakti hey,magar orat or mardoon key darmiyan parda hona chyea. |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 2:40am |
|
|
saima aunty ap na sahe kaha aurat bhe masjid ma jakar namaz parh sakte hai shareyat jab ijazat nahe date oska ghar sa nekalna sa fitna ka dar hai kahe loog namaz parhna nahe aurto ko dakh na na ajae hota hai aksar aur is sa fitna ka dar hai isleya aurto ke namaz on ka ghar ma sahe hai aur sawab bhe zeyada melaga on ko. |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 2:51am |
|
|
saim g Sofi bhai ne bilkul theek kaha hae aurat k liye yehi behtar hae k woh nimaz ghar pe adda kare |
saim1 |
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 44 Post: 2175 Age:
35
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 2:58am |
|
|
sofi bhai and maryam shyad app log theak kah rahey hoon,magar yahan to sab hi masjid jatey haien.yahan par to eid par bhi masjid maien ortoon ki namaz ka intezam hota hey lakin yahan par orat ot mard dono ka section alag alag hota hey. |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 3:03am |
|
|
saim g aap sahi keh rahi hain China main bhi khawateen friday ko masjid jati hain lekin sirf chinese khawateen ,Pakistani nahi kyun k hamare husband bhi humen allaow nahi karte kyun k wahan aor bhi bohat se Pakistani aye hote hain:) |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 3:09am |
|
|
saima aunty ya ap na shyad keyo kaha koe shak hai ap ko isma shak nahe hona chahyea aurat ghar ke zenat hai aur aj ka door ma aurat ko ghar he ma namaz ada karna chaheya ose ma oseke aafeyat hai shareyat os amal ko sakhte sa mana karte hai jis sa fitna ka dar hoo ya woh cheez karna sa jis cheez ke ahmeyat hone chaheya os ke ahmeyat khatam ho ap mai janta hoo yaha par bhe masjid ma aurat ke Namaz ka leya alag section hota hai aur mard ke Namaz ka leya alag section hota hai ap khod soncheya is sa bohat fitna phalta hai isleya aurat ko har he ma Namaz parhna chaheya. |
saim1 |
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 44 Post: 2175 Age:
35
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 3:16am |
|
|
SOFI BHAI maien ney shyad iss liya kaha key islam hummey zmaney key sath chalney ko kahta hey mera matlab yeah nahi hey key app zmaney key sath burey kamoon maien lag jaien lakin app ajj key door maien or uss waqt key doar maien dekhien key kitna faraq key bhoot si chezien jo islam maien allow thin wo waqt key hisab sey change bhi howi haien.ab yahan par bhoot si orten jobs karti haien to wo appney lunch break maien masjid a jati haien namaz parhney key liya ku key job par munasib ya pak saf jagha nahi hoti ya wazoo karney ka sahi intezam nahi hota |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
29
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 3:32am |
|
|
saima aunty ya baat aur hai ap job par hai aur apna waqt ko zae karna bajae ap Masjid ma jakar Namaz ada karte hai to baat aur hai par ap khas tor par Masjid he ma Namaz ada kara ghar par nahe to ya sahe nahe hai aur kabhe ap shoppig ka leya gae Namaz ka waqt howa tab bhe ap Namaz ada kar sakte hai Masjid ma keo harj nahe mara kahna ka matlab ya tha ayse aurta jo Masjid he ma Namaz ada karna par zoort date hai ya sahe nahe hai. |
saim1 |
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 44 Post: 2175 Age:
35
|
|
Posted on:15th Jul 2008, 3:36am |
|
|
SOFI BHAI to app yeah kahna cha rahey haien key orat masjid maien namaz parh sakti hey magar behtar yeah hey key ghar maien parhey |
|