juNy |
Group: Members Joined: 12th Jul, 2009 Topic: 4 Post: 7 Age:
33
|
|
Posted on:25th Jul 2009, 11:56pm |
|
|
It Seems That Masturbation Is Lawful In Islam After Reading The Book On The Forum? dr sahab aap ki books parh kr to ye lgta hy k mushtzani halal hy ,or dil khol k kro.me to is sy bachny k lye yhaan aya th
agr mushtzani halal or jaez hy,or kioi gunah or side effect ni to is k baad insan ko ehsas e gunah q hota hy??? or sadyon purani tehqeq ka kia ghlat hy???? kia me roz din me 1,2 ya 3 bar musht zani krun kuch ni hogs?? plzzzzzz in qs ka zrur jwaab dejye g
or aap ny kaha DR. sahab apni book me k ap ny kbi mushtzani ni ki,to dusron ko kyo targheeb dy rhy han???
me is sy bachna chahta hun koi thoos reason den k me mushtzani chor dun????
thanx Allah Hafiz
|
chaman0078 |
Group: Members Joined: 26th Jan, 2009 Topic: 31 Post: 192 Age:
28
|
|
Posted on:25th Jul 2009, 1:42pm |
|
|
Juny Dost ap ki bat bilkul Theek ha,
Mushtzani k Nuksan to confirm ha, Han kisi ko hota ha or kisi ko nieh. Lakin bohat ziada adet say Nuksan must ha.
Lakin Dr. Sahib nay ye bat kisi or nazray say ki ha, jo shayed ap ki samjah main neih Ayee.
Derasal Dr. Sahib nay Batoon Batoon main Un Logoon ka Ilaj kia ha jo is Marez main Mubtala hain. ( Yani K jo ho gia so wo ho gia) Past k tention door kernay k liay Dr. Sahib nay ye likha ha, ( In my Point of View)
Jo moshtzani kerta ha usay ye zaror sochna chaya k wo Apni honay wali Bivi ka Haq Zia ker raha ha.
Yarkaan (Peelia) Moshtzani ki waja say ho sakta ha, or Ankhoon per Halky Moshtzani ka ultmiate result ha. or dora result Bachani ha jo Moshtzani ker walay ko Foren ho jati ha.
|
Ali17 |
Group: Members Joined: 21st Jul, 2009 Topic: 1 Post: 9 Age:
29
|
|
Posted on:25th Jul 2009, 1:57pm |
|
|
Right Bhai Sab, Chaman na bilkul theek kaha. dr. Saab ka message shayad ap nahi samajh pay. wo to sirf un logo ko shara aur hosla de rahein hein jo iss mey mubtila hein aur umeed kho bethey hein ke unki taqat khatam ho gai hay. hum sab samjdar hein aur khoob jantein hein k humare liye kia ghalat hei aur kia sahee.
Masht zini ek buri aadat hay aur iss se bachna chaheiye. Haan agar aap kisi moqa par itne kamzor hojayein k zana keliye raazi hojai to iss se behtar hey ke aap mashtzini(masturbation) karley kyunke zina buhat bara gunah hey.
umeed hai k aap ko jawab mil gia hay |
rafaz |
Group: Members Joined: 14th Mar, 2007 Topic: 20 Post: 937 Age:
|
|
Posted on:26th Jul 2009, 12:25am |
|
|
musht zani Islmically point of view say yee mana ha nahee kerney chayee ,leken shadi k bad aap ager chayee to bivi k hands say aap mushtzani ker saktey heen yani k discharged ho saktey heen leken khood say kerna mana ha.
Medical point of view say yee bilkul bhee nuqsan dey nahee ha ,leken esa bhee nahe ha k aap her waqt kertey raho |
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:26th Jul 2009, 4:19am |
|
|
hmmm ho sakta hai dr. sahab ka yehe point of view ho ... |
Komos |
Group: Members Joined: 15th Jun, 2009 Topic: 3 Post: 95 Age:
43
|
|
Posted on:26th Jul 2009, 7:44am |
|
|
it is not good to all members i don't know kay dr. sahib nay kia point of view rakah ker yeh likha hai k mushtzani ka koi nuksan nahin hota yeh to wo houd hi jawab day suktay hain lakin main itna janta hoon k is kay nuksanat hain. frequently say karnay wala sub say pehlay appni back main pain mahsoos karin gay. Stemina main kami hogi sans jaldi phool jai ga. hakeem log is ko galat karar datay hain or dr. hazrat is ko normal kehtay hain. yehan aik waqia k baray main likna zaroory sumjta hoon k aik dafa kuch sahabioon nay Hazrat Muhammed (Salalaho alahay walhi wasalm) say is mushatzani k baray main poucha to jawab yeh mela k is say behtar hai k tum shadi kar lo or is amal ko napasand kia. isi lie jub koi musht zani karta hai to us ko ehsas gunnah hota hai. or is mushtzani ki waja bahut ziada sexy films dekhna buray larkon ki suhbat or waqat per shadi na hona hai. Islam nay her cheez ka hal dia hai hum nay houd baja namoud numaish wali rasoomat shamil kar rakhai hain. app agger Islamic way main bachey yeh bachi k baligh hota hi shadi ki taraf towja dain to yeh sub nahin hoga |
juNy |
Group: Members Joined: 12th Jul, 2009 Topic: 4 Post: 7 Age:
33
|
|
Posted on:27th Jul 2009, 3:40am |
|
|
mushtzani barh gai mene last 7 months me bht control kia or sirf 2 bar mushtzani ki,laikin Dr. sahab ko parh kr last 4 days me 5 bar mushtzani ki,ab me kesy bachun is sy,phly to control ho gai thi,par is ka koi nuqsan na hony ka sun kr phr sy,,.....ab me kia krooooooooooooooOOOOn
|
sunny007 |
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4214 Age:
|
|
Posted on:27th Jul 2009, 6:46am |
|
|
juny musht zani chorne ki koi medicine nahi hoti, yeh har insaan ki will power par depend karta hai k kon kitna controle kar sakta hai. yeh sun kar kushi hoie k 7 months main sirf 2 baar mushtzani ki thi aur acha controle kia aap ne.
agar aap yeh soch kar mushtzani karna chahte k es ka koi nuqsaan nahi to bohot ghalat karte ho aap. aap ne pichle 7 months jesa controle kia tha, wesy ab bhi kar sakte ho. bas thora hosla rakho aur apna dihaan sex feelings se hata kar sihat mand activities main laga kar rakho....
May Allah bless u. |
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:28th Jul 2009, 3:13am |
|
|
good sunny k suggestion per amal kareee |
|