abrar |
Group: Members Joined: 27th Jul, 2007 Topic: 1 Post: 1 Age:
29
|
|
Posted on:27th Jul 2007, 4:37am |
|
|
Masturbation: Islamic Point Of View
Asslam o alikum doctor rizwan - sir main na app ke is website ke kafi search or main app sa aik question pochna chahtaa hoon k hum mian sa bohat sa aisa log hian jo pasht zani ka boht use karta hian main app sa pochna yeh chahta hoon ka iss cheez ke hamara muzhab permission data hay yeh nahe is sa yeh b hay insaan kisee bara ghulat kaam sa bach jata hay plz app is masla ka hall batayen i shell b thank full 2 u
|
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2124 Age:
45
|
|
Posted on:27th Jul 2007, 8:32am |
|
|
re: abrar 1. medical point of view se musht zani ka na koi nuqsan hai aur na hi ilaj ki zaroorat. albata mani ko nikalne ke lia waqtan fawaqtan mastrubation karte rahna chahia. warna nuqsan ho sakta hai.
2. jis jis mazhab mai musht-zani par pabandi hai on logo ko chahia keha keh apne mazhab par amal kare aur musht-zani nahi kare.
|
|