To Kali zaban Mere khayal main mushtzani ka taluk zehan se he jab app ko mastrubation ki khuwaish ho gi to app Porn,sexy film dekhne ki koshish karen ge take lazat bade or ankhon ka zina kar ke app apni is khuwaish ko pura karen ge jo ke aik buhat Kabira gunah jaisa amal he.Kuch log to is had tak pohanch jate hain ke wo apne neighbors ki jhanka tanki se bhi gurez nahi karte.
App ne apne post main maslak ki batt kari magar koi bhi maslak in chezo ki ijazat nahi deta.Aur finally jis baat main maslakon ke darmian ikhtilaf aa jae on ka tark karna hi afzal he.
|