wali bhai kia aap ko ehtlam hota h? ya aap mashtzani karty hain? agr in me se kuch karty ho to ye krna band karo or paani buht piyain q k ehtlam ya mashtzani krny se SEMEN k kuch ktry pishab ki naali me ruk jaty hain or jam jaty h or urion me rukawat hoti h mujhy b ye masla tha par ab ALLAH ka shukar h theek hoon is web par kisi tablet ya syrup k naam batana allowed nahi h warna me aap ko zaroor batata k mene kia use kiya is liye aap ko yahi kahoonga k kisi achy dr se mashwra karain or MASHTZANI krna b band krain or ehtlamm na hony k liye kuch baatoon ka khyal rakhain
- Sony se 2 ghanty pehly dinr kar lain
- Sony se 1.5 ghanty pehly pani p lain us k baad na piyain
- Urion kar k phir soyain
- koshish karain k zameen par Straight soyain
- Sony k waqt koi shalwar pehn kar soyain underwair nahi
ALLAH ap ki or sab ki problem ko solve kary n khush rakhy
AAMEEEEEN |