Loother |
Group: Members Joined: 21st May, 2008 Topic: 7 Post: 19 Age:
26
|
|
Posted on:21st Jun 2008, 9:27am |
|
|
Bleeding With Feces Due To Using Meat?
Dear All & Specialy Dr. Rizwan sb. Main ap sab se aik masla shear karna chahta hon. Mahine main aik do dafa ya jab main gosht wagera ka ziada Istamal karta hon to Pakhane ke sathe Bleeding bhi hote hay Ye approximately aik sal se aesa ho raha hay. Is ke kia waja Hay? Kia ye koe Bemari hay? Agar hay to Kon si hay? Aur is Problem ki saloution kia hay? Plz guide me.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:21st Jun 2008, 11:25pm |
|
|
gud question plz doctorji aur my reply...
ap dono jawab dijiye
is k ilawa aur bi Drs aur members ko pata ho to wo bi batayen |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:21st Jun 2008, 5:35pm |
|
|
Loother gosht khane se blood nehin ana chahein..aap yeh bhi bataye ke kya app ko kabz bhi hoti hai?
bimari ka pata bhi chal jaye to bhi aap ko doctor ke pass jana he pare ga..es liye mera mashwara yeh hai ke aap kisi doctor se consult kare woh aap ke test le kar bata sakte hain ke aakhair kya waja ho sakti hain.
ho sakta hai aap ke maidey mein infection ya koi zakham ho giya ho ya koi aur bhi waja ho sakti hai aap juld se juld doctor se check up karwaye. |
Amin4u |
Group: Members Joined: 15th Feb, 2008 Topic: 1 Post: 194 Age:
30
|
|
Posted on:22nd Jun 2008, 1:39am |
|
|
Loother Agreed with other member replies; Meat Khanay se Blood nai aana chaeeaye. Foran apna Check up Karwain.
Ho sakta hai k "Piles" yani Bawaseer ho. Ic main Anus ke irad gird ya kabhi kabhar ander bhi piles ban jaatay hain aur wahaan se stool ke saath blood aata hai. Blood zaya honay se Bohat Kamzori ho jaati hai, Pain bhi Bohat hoti hai. Ab ic ki poori Tafseel Doctors hee bata saktain hain. Ho sakta hai Bawaseer na ho, kuch aur hee ho.
So Hurry up and arrange medical check up with your family doctor.
|
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4331 Age:
38
|
|
Posted on:22nd Jun 2008, 2:49pm |
|
|
re: blood in stool ji haa yeh bemari hai aur elaj se sahi hoga. elaj ke liye apne family physician se consult ker. ziadah behtar ho ga keh kisi general surgeon se consult kare. |
rafaz |
Group: Members Joined: 14th Mar, 2007 Topic: 20 Post: 937 Age:
|
|
Posted on:22nd Jun 2008, 7:58pm |
|
|
SEE TO DOCTOR For very 1st attempt go to doctor and tell all thing and then he gives you a better solution /medicines |
Doctoranum |
Group: Members Joined: 19th Jun, 2008 Topic: 0 Post: 55 Age:
25
|
|
Posted on:23rd Jun 2008, 3:27am |
|
|
Loother Causes of bleeding with stool may be due to bowel cancer (rectum or colon), piles, anal fissure or hardness of feces or any infection. Bleeding from the back passage is something that you should always see your doctor about. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:23rd Jun 2008, 9:53am |
|
|
loother sooooooooo
it means k ap ko foren kisi achey Dr ya sergeon ko dikahna chahiye....kahin ye bemari serious na ho jaye...
plz jaldi se jaldi Dr ko dikhayen aur phr hamen bhi batayen k unhon ne kia kaha ap se...takey humen bi is k barey mein knowlege ho sakey k ye kon si bemeri hoti hai |
doctorji |
Group: Experts Joined: 21st Apr, 2008 Topic: 3 Post: 540 Age:
38
|
|
Posted on:24th Jun 2008, 12:28am |
|
|
loother saheb janab sawal kar ke bhaag gaye kya? aap kidher hain, baaqi users ki posts ka feedback kahn hai?
gosht konsa khate hain? normally to nahi hona chahiye. aap wapis aayenge to phir kuch sochte hain ke pichle dass saal se aisa kion ho raha hai.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:24th Jun 2008, 9:21am |
|
|
loother plz reply
kahan chalay gaye hain ap...........? |
Loother |
Group: Members Joined: 21st May, 2008 Topic: 7 Post: 19 Age:
26
|
|
Posted on:27th Jun 2008, 10:11am |
|
|
Thanks Dear All,
Bahout shokria ap ki rae dene ka
main bhe yahe soch raha hon ke kisi ache Dr. se Rajo karon.
leken by the way mujhay ye masle das sal se nahen balke aik sal se ho raha hay ab to kabhi kabhar ata hay
leken
pehle main bareani ziada Istamal karta tha jis ki waja say mujhay ye masla kafi ziada tha
leken ab itna masla nahen hay
aur ye shaid Kabz ki waja say hay
leken mujhay pakhana bhe din main do dafa to a hi jata hay
to phir qabaz bhi nahen hay
leken main agar kabz ki tablet kaha lon to phir ye masla Aik der manh tak thek ho jata hay aur us ke bad wasa hi................
Kindly Reply me.
Aur Qabz Kia hay is ki bhi wazahat kar den Plz
|
|