kashifg |
Group: Members Joined: 19th Apr, 2008 Topic: 41 Post: 94 Age:
23
|
|
Posted on:23rd Apr 2008, 8:10am |
|
|
Drops Problem: I Feel Drops When I Talk To My Fiancee
Aslamaulikum Muje drops atay hai jab bhi kabi apni mangatar say fone per bat kro ya koi bhi sex dekhaoo tv per or muje ya 15 din say a rahay hai or muje bara peshab bhi nahi a raha sahi tareeqay say main boohat preeshan ho app muje batayee main kaya keroo main app ka jawab ka muntzer hoo.
|
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:23rd Apr 2008, 9:28am |
|
|
drops and constipation mangeter se baat kerte waqt drops ka aana normal baat hai. agar aap drops se bachna chahte hai tu shaadi se qabal mangeter se baat kerna band ker de, aur tv per bhi sex program na dekhe.
agar aap ko bara peeshab nahi aaraha hai (constipation) tu aap apne family doctor se ilaj karai. waise papeeta khaane se aksar constipation relieve ho jaata hai, aap bhi azmai.
|
kashifg |
Group: Members Joined: 19th Apr, 2008 Topic: 41 Post: 94 Age:
23
|
|
Posted on:23rd Apr 2008, 10:02am |
|
|
Drops ko rokhnay ka laye drops ko rokhnay ka layee koi madecin khanay ki tu zoorat nahi hai na ?
app mujee is ka baray main bata dai ta ka main koi galat kadam na utha loo
plz muje bata dai ka main kaya khaoo or kaya piyaoo jiss say drops anay band ho
jayee. |
razi_82 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 370 Age:
31
|
|
Posted on:23rd Apr 2008, 10:21am |
|
|
my reply main agree karta hun aap se pehle to in ko chahyay k gandi movies ya ganday program na dekhain....mangetar se agar baat karna zarori hay to ulti seedhi baat na karain jab koi zarori kaam ho to us par baat kia karain......
(1) pani ziada se ziada piyein
(2) khanay k sath salaad zaror khayien
(3)dahi aur raitay ka istamaal karain
(4)papeeta , thora kachha amrood , injeer , khopra |
kashifg |
Group: Members Joined: 19th Apr, 2008 Topic: 41 Post: 94 Age:
23
|
|
Posted on:23rd Apr 2008, 10:31am |
|
|
mian Asmagol main mian Doodh Main Ispaghol or us main honey mILA ker yani shahad mila ker pe raha hoo kaya ya sahi hai Muje ya maray dost nay bataya tha so app ager bata dai ya teek hai tu main jari rakhaoo main pani ab zayada pita ho pehley say, |
razi_82 |
Group: Members Joined: 16th Apr, 2008 Topic: 6 Post: 370 Age:
31
|
|
Posted on:23rd Apr 2008, 10:37am |
|
|
kashif bhai 1st gunahon se bachain ye sab se ziada zarori hay
2nd apne khanay peenay main khayal karain ghar ki gandum ki roti ziada khayien bahir ka khana kam khayien aur main ne jo kaha hay un cheezon ka istamal bi karain khas kar lunch aur dinner main salad bohat ziada khaya karain kam se kam 1 plat.... |
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:23rd Apr 2008, 10:42am |
|
|
re: drops jis tarah peeshaab ka aana koi bimari nahi isi tarah drops ka aana bhi koi bimari nahi hai, isi liye drops rokne ke liye koi medicine nahi. aur na hi drops ko rokne ki zaroorat.
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:24th Apr 2008, 2:48am |
|
|
kashifg agreed to suggestions of razi and my reply....
plz act on their advices....u will feel a difference |
kashifg |
Group: Members Joined: 19th Apr, 2008 Topic: 41 Post: 94 Age:
23
|
|
Posted on:24th Apr 2008, 6:04am |
|
|
thx thx janab main sab wohi ker raha ho Ju ap nay kaha Inshallah Allah nay chaha tu sab teek ho Jayee ga.
Mian us say baat kerta hoo laken koshsih yahi hoti hai ka koi galat bat na hoo laken pir bhi Kiss kerney ka bakhir raha nahi jata. kiss kerta hoo wo bhi kiss kernay lagti hai. buss pir wohi half drop a jata hai. itna zayada kuch nahi hota buss sirf 1 katra ata hai pani ka. or ab dekhaye main kuch din tak app ko result doo ga bahrhaal thx app ka janab boohat boohat. |
|