Divorce Proceeded By Un Valid Nikkah: Is That Divorce Valid?
slam,plz koi help ker sakta hy main ny court main nika kia phr Pakistan sy out country chala aya hon,ab rishty ki baat ki us k ghr wo rishta usk bahi sirf inkaar kerty hain ni dain gy nika ka sirf mujy mere faimly ko pata hy baqi kise ko ni is leay main ny bht try ki rihsta ki magr ni ho raha main ny leriki ko divorce ka keh diya lerki ny mujy majbor kia divorce ka main ny dy di samjo main unsko fone per 10 dafa keh diya ho ga k mere taraf sy tum ko talak talaq is terh 10 sy ziada keh diya ab koi bataoo k kia agr nika without parents consultance viled ni tu phr talaq kia howee agr talaq howee hy tu kia ho ga mean main sochta ho talaq jab nika theek ni talaq b tu theek ni plz help kero aaj ko kia kero reunioun ka koi chance option hy ya sub nikaal chooka hy plz mail me
agr aapne court me nikah kia or wahan km az km 02 mrad ki samne nikah howa gawahi me yani ejaab,qobool to aap ka nikah sai hy ab msla hy k app ne phon pe tallaaq di tallaaq hoi ya na hoi to msla ye hy k kia app ne apni mankohaa k sat kuch time bilkul aakele me guzara chejaika aap ne dakhool<mubashirat>ki ho ya na ki ho? agr guzara hy to phr phone pe srf 03 bar tallaq dene se hi wo aap k nikah se bahir ho gy.baqi ki app ne jitni zyada tallaaq di aap gunahgaar howe.or agr ny guzara to phr app ne chahy 10 ya 10 se b zyada di ho wo ap k nikah se bahir hy pr aap usse 03 maheene k ander ander rajoo kr sakte ho ye hukum un k liye hy jo srf nikah krte hein or kuch ny even k koi mulaqaat b bilkul aakele me ny ok salaam...
SLMA BAHI ab masla ya hy k main ny after nika us k sath 2 dafa mubashrat b ki hy ab baat ya hy k Talaq tu ho chooki hy ab koi chance option ni main ab ya jannna chahta ho k main ab usko kis terh appnaoo baat ya hy bahi mery Parents ni khush they us faimly main muj sy mistak howe lerki ki life ki ab main chahta ho apny maan baap ki raza k leay unki Pasand ki shadi keron phr main is wife new sy setting ker k usko wapis apni life main laoon hum bht pyar thaa mujy qabool hy after HALALA kion k main ny jo kuch uski khushe k leay kaha thaa wo kis terh kise or sy ly gi ni ly saktee ab uska mera contect b hy 2 din sy bht weeping hy mara dil sakoon kharab hy is leay agr halala kerwa ker uski kia condiotion hy aik din nika kerwa ker 2nd day talaq dilwa ker usk k leay tu ni hota 3 month ID-dat period plz
bhai dekhen ab app ki taallaaq huchuki hy or wapis lene k liye srf or srfhalala hi ek zariya hy pr rooko aap sakht galati or intahayii khabees ghuna me mulawwis ho jao gy agr aap ne temporory halala krwayato ye bilkul bila shakk zina hy or kuch ny han agr shadi larke or larki ki apni zaati bilkul zaati razamandi se ho< iss me halalaa ka kahin b zikr tak na ho>phr dakhool sai<bubashirat>b ho uske bad larka apni zaati marzi se taallaaq dede to agr 03 tallaq ek sat dedi<agr che ye ghuna hy>to phr 03 maheene ki eddat k bad aap dobara nay siray se shadi kr sakte ho basssss ye hi ek wahid zariya hy.....
bhi mujy ya bataoo k Islam main ya hy k without guardian wo nika he ni valid tu iska kia hukam hy islami hawaly sy if kion hum ny jo nika kia wo tu us point per ni jata kion k lerki k kise ko aj tak pata ni nika ka plz islmi point sy kuch help keo main ny aik web visit ki us us main cler Fatwa hy k without wali k nika ni ho sakta secret nika????
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4499 Age:
29
Posted on:1st Jun 2009, 10:29pm
afraz bhai
aap thora sa wait kar lain yahan k aik senior member rizvi bhai aap ko is baray main proper guide kar sakaingay. jahan tak aap k nikkah valid hone ka taluk hae to agar nikkah valid nahi tha to un k sath azdawaji taluk hi kyun qaim kiya tha? ya aap apni khushi ko dekhtay ya abb apnay parents ki khushi ko dekhain . halala is tarah nahi hota k aik din shadi aur aglay din nikkah . jab tak un ki apnay husband se azdawaji rishta qaim nahi hoga us k baad agar woh un k sath na rehna chahain kisi waja se to divorce lekar aap se shadi kar sakti hain. lekin aap ko phir apnay parents ki khushi yaad agai to kiya karaingay? shadi k baad iddat poori karni parti hae khua aik din ki shadi ho.
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4499 Age:
29
Posted on:1st Jun 2009, 10:30pm
afraz bhai
aap thora sa wait kar lain yahan k aik senior member rizvi bhai aap ko is baray main proper guide kar sakaingay. jahan tak aap k nikkah valid hone ka taluk hae to agar nikkah valid nahi tha to un k sath azdawaji taluk hi kyun qaim kiya tha? ya aap apni khushi ko dekhtay ya abb apnay parents ki khushi ko dekhain . halala is tarah nahi hota k aik din shadi aur aglay din nikkah . jab tak un ki apnay husband se azdawaji rishta qaim nahi hoga us k baad agar woh un k sath na rehna chahain kisi waja se to divorce lekar aap se shadi kar sakti hain. lekin aap ko phir apnay parents ki khushi yaad agai to kiya karaingay? shadi k baad iddat poori karni parti hae khua aik din ki shadi ho.
ok aap ye batain k kia aap ka nikah kam az kam 02 mard k samne hwa yani wo log iss k gawah hein to phr aap ka nikah hogaya iss me ye zaroori ny k larke k ya larki k waledein zaroory ho agr aisa hi hy to phr aap plzz meri phele ki reply prh lijiyega dobara.................................salaam.........
g bahi agr halala kia jay suppose k lerki ki neait ho k main ny is k sath ni rehna sirf aik din magr lerky ko is ka kuch ni pata suppose shadi hote hy lerki ki tu wo aik din k baad ni miltee wo us sy talaq mangtee hy wo rehtee he ni us k ghr phr kia ho ga,ya lerky ko ni pata ya kia hy uska nika kerwa diya jay baad main us ko kahoo talaq doo magr wo lerka na samjh saky tu kia ya jaiaz hy/ ya agr kise k sath ya nieat sy kia jay k tum nika kero intercourse kero then divorce i think its a bad but if she is not agree tu leave with any others so what can we do.

BHAI AAPNE KIA POCHA HY ZARA SAF SAF POCHE OR APP ABB DOBARA UNNEH JABBI PAA SAKTE HO JAB WO KISI OR SE SHADI KARE HUMBISTER HO<MUBASHIRAT>PHR TALLAAQ HO EDDAT HO OR YE ARTIFICTION NA HO SAB REAL HO TO EDDAT K BAD AAP DOBARA JO NIKAH KARO GY WO HALALA K BAD KA NIKAH KEHLAIGA...
1
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.