Zina Bari Ghunnah Hai.... SALLAM TO ALL FRIENDS
Asal baat yai hai kai Zina ka matlab kisi ghair moharam larki kai saat mail joal rakna hai.Sirf aik sorat main Zina jo yahan Zina nahin balkai intercource kaha jata hai wo bi sirf apni wife kai saat.Abb Zina hamarai jism kai har hisai sai ho sakta hai.Misaal kai toar par.....
1.Ankain:-Kisi ghair moharam ko goor goor kai daikna.
2.Pair:-Kisi ghair moharam kai taraf jana.
3.Haat:-Kisi ghair moharam ko chona,Wagaira wagaira..
Zina sirf yai nahin kai kisi na moharam kai saat hambistar hona Zina keh lata hai.Ham Zina kartain hain lakin kisi na kisi tariqai sai.Jaisai kai main nai kuch batain bateyee.ALLAH hamain shaitaan kai kamon sai aur door rakai.Aur hamain apnai naik bandoon ki rah pai layee.AMEEEEEEEEEEEEN
NOTE:-sorry if my words hurt anyone.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ
|