RE. zana ankhon , hathon, kanon, paon balkay jism kai har azoo ka zana hai laikin us ka gunah sirf aik insan ko hai jo kai ankhon sai gair aurat ko dekh raha hai ya sun raha hai , ya galat kaam ki tarah ja raha hai ya kar raha hai....
laikin woh zana jis per saza hai , ya "had" hai woh aik mard aur aurat (donon ki marzi sa) ka zana hai jab penis aurat kai vagin kai thora sa andar bhi chala jaye aur unhain lazzat ka ehsas honay lagay , without marital relationship. aur yeh aisa gunah hai jis main 2 insan involve hain aur agar shadi shuda yeh gunah karain tu un ki saza sangsari (pathron ) sai marna hai jab tak kai woh mar jayen. aur yeh saza is liye hai kai duniya main hi woh paak ho jaen warna aakhirat main is ki saza katna buhut mushkil ho ga. gair sahdi shuda kai liye is ki saza 100 lashes hain, aur we know kai unhain bardasht karna bhi asan nahin aur insan mar jaye ga.
aaj kal media nai hamain islam sai door kar dia hai aur in baton ki ihmiat khatam ho gaye hai, aur hamain is gunah ki sangeeni ka ehsas hi nahin hai. Allah ham sab ko in kamon sai mehfooz rakay. thanks |