Sara_khan
|
Group: Members Joined: 21st Aug, 2008 Topic: 23 Post: 70 Age:
28
|
|
Posted on:7th Nov 2008, 11:14pm |
|
|
Ba-Parda Aur Ba-Haya Larki Ki Azdawaji Zindagi
kia aik shareef larki jo baparda aur ba-haya ho uske liye azdawaji zindagi bohut mushkil nahin hai??aur phir islam bhi hamain ye sikhata hai k husband ko kabhi refuse na karo. lekin aik cheez ko aap shoru se ghalat samajhte rahein aur phir achanak aik ajnabi se......Dont u think man has to be very very much cooperative??? kia aap log nahin samajhte admi par bohut ziada depend karta hai...
|
goodman
|
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 62 Post: 7622 Age:
33
|
|
Posted on:7th Nov 2008, 11:53pm |
|
|
ok azdwaji zendgi mushkil nahi ha agar doono aik dosray say cooperate keray aur wife husband koo follow keray........... |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 100 Post: 4647 Age:
38
|
|
Posted on:7th Nov 2008, 1:03pm |
|
|
sara mujhe nahi lagta ke bapardah aurat ke lye azwaji zindagi mushikl hogi...because,har bapardah female ko ye bhi malum hai ke ye shadi ke bad izwaji zindagi ka hissa hai. |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:7th Nov 2008, 3:06pm |
|
|
yes agreed with both goodman and sunehri |
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:7th Nov 2008, 5:55pm |
|
|
Sara_khan I agreed to Sunehri Aunty.....
|
here2care
|
Group: Members Joined: 31st Oct, 2008 Topic: 3 Post: 39 Age:
44
|
|
Posted on:7th Nov 2008, 6:11pm |
|
|
Ba Pardah aorat Sara ji waisay to Aorat name hi hai Haya aor Pardah ka, aor mere khiyal mein Haya dar aor Parda dar aorat ko shadi k baad bhi ziada respect milti hai, Jahan tak baat hai mushkil ki to mere khiyal mein Shadi k baad koee aisa b Kaam nahin keh jo bahot mushkil ho, agar aap k kehne ka matlab hai k Sex, to Islam mein isay bhi ek sawab qrar dia hai, aor aap isay sawab samajh kar karen na keh Mushkil samajh kar. |
Raja Taqi
|
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 31 Post: 2017 Age:
48
|
|
Posted on:8th Nov 2008, 6:29am |
|
|
Sara Khan A.O.A
agreed with here2care innon ne aap ko bohat acha reply kiya he asal mien aik Ba parda aur Ba Haya aurat hi moashry ki kamyaab tareen aurat he aur jo izat aur maqam ba parda khatoon k pass he wo be-parda k pass kum hi hota he.
raha musla izdiwaji zindgi ka to wo husband ki consent se jo bi problems ayein door ki ja sukti hein..... |
zeb
|
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13607 Age:
33
|
|
Posted on:8th Nov 2008, 6:49am |
|
|
yes sub k replies bht achay hain |
|
For Detail Click On Page No: 1 |
|
|
|  |
|