Ji nahi aap pareshan na ho jism per ziadah ya kam baal aik qudrati pan hai iss ka koi daktari ilaj tu ho nahi sakta. aap mahir beauty se poochain woh aap ki madad ker saktain gi. aap fikir na karain aap ki beti mukammal aurat bane gi. jism ki badboo ke liye beti ko hari sabzia khilaye aur warzish kar wain. aahista aahista badboo kam ho jaaye gi.
Meri Beti Ke Jism Per Baal hai - Noor Clinic