Zachchagi ke baad mahwari seelan ki kami three wajoohat se ho sakti hai. khoon ki kami, hormone ka tawazan bigar jana ya koi aur infection. Agar aap bachche ko apna doodh pila rahi hai tu woh bhi aik wajah ho sakti hai. Apni doctor se milay aur sahih wajah maloom kara lain. Wajah saheeh maloom hojane per sahheh tadarak ho sake ga. yeh takleef kisi khatarnak beemari ka ishara nahi hai.
Zachagi Ka Asar Mahwari Per - Noor Clinic