Agar bohot zaroori ho tu mahwari ki date ko tabdeel kya jaa sakta hai. lekin generally iss ka mashwara nahi dia jaata . agar kisi khaas tareekh ko dard hone ka khadsha ho tu mahwari ko tala ja sakta hai iss ke liye apne doctor se mil ker munasib dawa le sakti hai.