Agar andam nahani se sufaid mawad ka ikhraj ho lekin kharish ya badboo na ho tu yeh ikhraj koi beemari nahi. Mahwari se do teen din pehle ya mahwari ke baad teen din tak aor mahwari ky dwran ke dino mei sfid les daar mawad ka ikhraj ho sakta hai yeh qudrati hai aap pareshan mat ho.
Leucorrhea Aur Shaadi - Noor Clinic