|
Total views since 15 October 2009: 19141 |
|
|
Khushgawar Zindagi |
Khushgawar Zindagi Kyun?
-
Nakhushgawar zindagi quwwat e mudafe'at ko kam karti hai jis sey 35% beemariyan zyada, amoomi sehat kharab aur umer 4 saal kam ho jati hai.
-
Nakhushgawar zindagi zehni dabau (stress), tension, depression, anxiety, tashaddud, pagalpan, dil kay amraaz, blood pressure aur cancer waghaera ka sabab banti hai.
-
Nakhushgawar zindagi sey bachey bhi muta'asser hotey hain. Bachey kaee jismani beemariyon kay elawa jarihiyat ka shikar ho jatey hain.
-
Nakhushgawar mahol ki wajah sey bachon ki ta'aleemi kaarkardagi buri tarah muta'asser hoti hai.
-
Bachon ki nafsiyati beemariyon maslan depression aur pagalpan waghaera ki sab sey bari wajah bachpan mein ghar ka nakhushgawar mahol hota hai.
-
Khushgawar mahol mein bachon ki ta'aleemi kaarkardagi shandaar, shakhsiyat hi nashaunuma behetreen aur zindagi mein kaamyaabi yaqeeni.
|
|
 |
|
|
<< Next
Prev >>
|
|
|
 |
Tell a Friend |
|
|